Shayari Wallpaper Hd
source(google.com.pk)Intzar ki aarzu ab kho gayi hai,
Khamoshiyo ki aadat ho gayi hai,
Na sikwa raha na shikayt kisi se,
Agar hai to ek mohbbat,
jo in tanhayion se ho gayi hai..!
Muddat ke baad mile toh mera naam hi poochh leeya
Muddat ke baad mile toh mera naam hi poochh leeya
Fraaz!!!
Rukhsat ke waqt jisne kaha tha..
Tum bahut yaad aaoge.
Intjaar mein intjaar ka bhi intjaar naa rahaIntjaar mein
intjaar ka bhi
intjaar naa raha..
to kya hua pyaar to hai,
chaahe aitbaar na raha.
Kya hoon main aur kya samajhte hai
Kya hoon main aur kya samajhte hai,
Sab raaz nahi hote batane wale,
Kabhi tanhaiyo mein aakar dekhna,
Kaise rote hai sabko hasane wale.
Some Time We Fail to Understand
Some Time We Fail to Understand..
the Feelings of very Close People in our Life.
Because a Book held very Nearer to Eyes is very Difficult to read.
Phir kahin door se ik baar sada do mujko
Phir kahin door se ik baar sada do mujko,
Meri tanhai ka ehsaas dila do mujhko,
Tum to chand ho tumhe meri zaroorat kya hai,
Main diya hoon kisi chaukhat pe jala do mujko.
Zindgi ke safar ko lafzo mein piroya hai
Zindgi ke safar ko lafzo mein piroya hai,
Apni har gazal ko dard mein bhigoya hai,
plz aaj wah wah na kehna,
kyun ki aaj fir ye dil kisi ki yaad mein roya hai
Sachche pyar mein nikle aansu aur
Sachche pyar mein nikle aansu aur
rote hue bache ke aansu ek saman hote hai,
Kyun ki dono ko pata to hai ki dard kya hai
par kisi ko bata nahi sakte.Waqt ke sath har koi badal jata hai
True words-
Sach kha hai kisi ne ke
Waqt ke sath har koi badal jata hai,
Galti uski nahi jo bdlta hai,
Glti uski hoti hai jo pahle jesa reh jata hai.
Ankhe kyon hui meri num kabhi sochna
Ankhe kyon hui meri num kabhi sochna,
kyon hua hum pe itna sitam kabhi sochna,
pyar to hum dono ne kiya tha,
lekin sirf mujhe he kyon mila itna gum kabhi sochna.
No comments:
Post a Comment